Artist: Lata Mangeshkar Album: N/A (0000) Title: Bedardi Baalma Tujhko Mera Mann
Lyrics Bedardi Baalma Tujhko Mera Mannbedardi baalama tujhko mera mann yaad karta hai barasta hai jo aankhon se vo saavan yaad karata hai
kabhi ham saath guzare jin sajeeli rehguzaaron se fiza ke bhes mein girte hain ab patte chanaaron se ye raahen yaad karti hain ye gulshan yaad karta hai
koi jhonka hava ka jab mera aanchal udaata hai gumaan hota hai jaise tu mera daaman hilaata hai kabhi chooma tha jo toone vo daaman yaad karta hai
vo hi hain jheel ke mandar vo hi kirnon ki barsaatein jahaan ham tum kiya karte the paharon pyaar ki baatein tujhe is jheel ka kaamosh darpan yaad karata hai |